मेरे बारे में

मेरी फ़ोटो
My self vidya sagar. And I belong to bilaspur Himachal pardesh. My short name is bittu and distt Bilaspur so I prefer my name Bilaspuriya Himachali. I am soft heart men because I never want to heart in dreams it's reality so far.

शुक्रवार, 21 सितंबर 2018

INTERNET WALA LOVE (SERIAL SONG)

Chahat ka silsila hai
   Dil ka inbox bada hai
Roz nayi request be bhi
   Dil ne re-tweet kiya hai

Tujhko hi chahta hai
    Tujhse hi raabta hai.....x2

 Thoda had pal duaaon me har par pal ye mangta hai

Thoda tera wala love
  Thoda mera  wala love
Milkar hua hai ye internet wala love....x2







  Song:- internet wala love
  Singer:- rahul jain

1. Tujhse Jo ye mera hai
        Badla ye raashta hai
     Dheere- dheere zameen pe utraa ye             aasmaan hai
   Manzil tu hi mera hai
  Tujhse hi karwaan hai
    Badli badli lage Teri meri dastaan hai
   Hmmmm

 Thoda tera wala love
   Thoda mera wala love
Mil kar hua hai ye
   Internet wala love
Thoda aaj wala love
Thoda pehle wala love
Mil kar hua hai ye
      Internet wala love

2.Khwabon sa jaagta hai
Wadon se bhagta hai
Halka Halka Masha ye in pal ka wasta hai

 Dil ki kahaniyon me Tujhse hi dhundta hai
  Chhup- chhup ke chori se Teri aankhen padga hai
  Hmmm

Thoda tera wala love
 Thoda mera wala love
Mil kar hua hai ye
Internet wala love

Thoda aaj wala love
Thoda pehle wala love
Mil kar hua hai ye
Internet wala love

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें